Gurudev!! Main ladki ho kar apne maa baap ke budhape ka sahara kaise ban sakti hoon?? Shaadi hone ke baad bhi mere mann main apne maa baap ka dhyaan rehta hai.Koi bhai nahi hai?? Maa baap akela mehsoos karte hain.....kya karoon mann bahut bechain rehta hai??Pati aur sasuralwalon ko accha nahi lagta ki main unse milu ya zyaada baat karun......
Aap Apne Pati Ko Samjaye Ki Unka Apne Sivay Koi Nahi He to Apna Naitik Kartavya He Ki Unka Khyal Rakhe, Bhagvan Se Art Bhav Se Prarthna Kare or Thoda Yukti Se Kam Le .
OM